Kash | Afkar e Rooh – Thoughts of the Soul

Kash ke inqilab ab aayeHukum ik kamyaab ab aaye Hukmranon ki majlisoun mein abKoi to baysharaab ab aaye Is khilafat ke takhat ke ooparKash ik faizyab ab aaye Aik barhaq khalifa ab aayeIk misl-e-aftaab ab aaye Teri soi hui yeh…








